Home Top Ad

Ek To Kum Zindagani song Lyrics – Marjaavaan | Neha Kakkar

Share:

Ek To Kum Zindagani song Lyrics – Marjaavaan | Neha Kakkar



Ek to kam zindgaani
Us se bhi kam hai jawaani
Ek to kum zindgaani
Us se bhi kam hai jawaani

Jab tak josh mein jawaani 
Jab tak khoon mein rawaani 

Jab tak josh mein jawaani
Jab tak khoon mein rawaani
Mujhe hosh mein aane naa do
Pyar do pyar lo
Pyar do do pyar lo

Tera pyar mila to jag saara mila hai
Mujhe kisi se na koi ab shiqwa gila hai

Tera pyar mila to jag saara mila hai
Mujhe kisi se na koi ab shiqwa gila hai

Zindagi se to phir 
Jo bhi lamha mile 

Zindagi se to phir jo bhi lamha mile
Usey pyaar pe waar do 
Pyaar do do pyaar lo
Pyaar do do pyaar lo

Oh  pyar do
Oh  pyar lo

Kuch na mera sab yaar tera hai
Zehar sahi par pyaar tera hai
posted by: ManAwar


No comments