Home Top Ad

Mere paas tum ho Rahat fateh ali khan song lyrics

Share:

Mere paas tum ho Rahat fateh ali khan song lyrics


Bhol janay ka hunar mujhe ko sikhatay jao
Ja rahay ho to sab hi naqsh mitatay jao
Chalo rasman hi sahi mur kay mujhay dekh to lo
Tortay tortay taluq ko nibhatay jao

Kabhi kabhi ye mujhe sataye
Kabhi kabhi ye rulay
Faqat meray dil say utar jaiya ga
Bicharna mubarak, bichar jaiya ga

Main samjha tha tum ho to kya or mango
Meri zindagi mein mere pass tum ho
Yeh duniya nahi hai mere paas to kya
Mera ye bharam tha meray pass tum ho
Magar tum se sikha, mohabbat bhi ho to
Daga kijiya ga, mukar jaiyega

Tera hath kal tak mere haath mein tha
Tera dil dhadakta tha dil main hamaray
Ye makhmoor ankhen jo badli hui ha
Kabhi hum nay in kay hain sadkay utaray
Kahin ab mulaqat ho jaye hum say
bacha ker nazar ko guza jaiya ga

Jeena ha tere bina jeena hai tere bina
Jeena ha ab mujh ko tery bina
posted by: ManAwar

No comments