Kuch Bhi Ho Jaye Song Lyrics – Singer B Praak
Mein barish ka mosam hoon
Tujhe ek din bhaonga
Ho do din dekey khushian
Hashr tk ly aonga
Mein barish ka mosam hoon
Mere Itbaar na krna
Kuch bhi ho jaye yara
Mujhe tu pyaar na krna
Ho akhiya hogi teri
Fir pani ka jharna
Kuch bhi ho jaye yara
Mujhe tu pyaar na krna
Tumny sudhra tha
Tumny bigaada ha
Tuney kiya jo kiya
Hum to kabhi na thy yoon bewafa
Pr tuney bana diya
Ho, Jaani kolon door rh tenu samjhawa
Mera ki pata main kal mar jawa
Ho Jani chod chuka ha
Ab to maut se darna
Kuch bhi ho jaye yara
Mujhe tu pyar na krna
Ho akhiya hogi teri
Fir pani ka jharna
Kuch bhi ho jaye yara
Mujhe tu pyaar na krna
Main itna badal chuka hoon sanam
Tujh se judaiyan kr k
K ab maza aaney laga ha mujhe
Bewafaaiyan kr ke
Soch tere baarey junoon mil jaata ha
Chod kisi ko sukoon mil jaata ha
Ho pata nahi kab kis ki
Ha baahon mein marna
Kuch bhi ho jaye yara
Mujhe tu pyar na krna
Ho akhiya hon gi teri
Phir pani ka jharna
Kuch bhi ho jaye yara
Mujhe tu pyar na krna
posted by: ManAwar
No comments